Realme theme store | Realme C1 clone app & Realme smart scan
Realme theme store | Realme C1 clone app & Realme smart scan :- Dosto agar aap ek realme user hai to Iss blog post ko jarur padh lijiye isme aapke liye kuch khaas hai. Realme colour OS 5.2 Apne Aaap me ek full package nahi hai isme kaafi apps ki Kami Hai jaise ki realme 2 pro me FM radio nahi hai, Realme C1 me clone apps ka feature nahi hai or Realme 1 ke alava kisi bhi Realme device main theme store nahi hai or Realme C1 Mein smartscan ka feature bhi nahi diya gaya hai. To iss
blog post me aapko in sabhi apps ke best alternative mil jayenge jo ki Google play store par free me available hai or Google play store par inki kaafi achi rating hai.
blog post me aapko in sabhi apps ke best alternative mil jayenge jo ki Google play store par free me available hai or Google play store par inki kaafi achi rating hai.
Realme 2 Pro FM Radio
Realme 2 pro ke ander built in FM Radio ka feature nahi diya gya hai or Realme ka kahne h ki iss feature ko realme ke ander update ke dvara bhi add nahi kiya ja sakta kyoki Realme 2 Pro ke ander FM Radio ke liye hardware hi nahi hai. Realme 2 Pro ke liye aapko Google Play Store par FM radio ki kai saari apps mil jayenge lekin FM radio India Google Play store ki sabse behtreen Indian FM radio app hai.
FM Radio India ke andar apko Bharat ke saare FM radio station/channel mil jayenge FM Radio India ke ander kafi acchi tarah se unko organise Kiya Gaya Hai, iske andar aapko city wise FM radio mil jayenge or sath hi sath language wise FM radio channels bhi mil jayenge Jaise Punjabi, Hindi, Malayalam, Kannada, Marathi, in sabhi language ke channel apko alag alag section Mein mil jayenge jisse apko inko use karne me kaafi aasani hogi. Aur yeh aap ekdum live FM radio support karti hai. RM Radio India ke ander aapko 91.1 radio City, 104 fever FM, 98.3 radio mirchi, 95.0 FM, 104.8 FM or all India radio channel bhi mil jayenge.
Iske alawa is app ke ander aap Apne mod ke according bhi live FM songs bhi sun sakte hain jaise ki romantic ke liye alag se section banaya Hai, Rock song ke liye alag banaya Hai, hip hop song ke liye alag banaya hai or sad songs ke liye alag section bnaya hai.
Iss aap ke andar aap apne local songs Jo Ki aapke memory card mein internal storage Mein Hai, unko bhi aap Sun sakte hain. Ye app music player ka bhi kaam karti hai. Bharat ke sabhi languages mein aap FM radio is app ke andar Sun sakte hain aur aap apne favourite channel ko starmark bhi kar sakte jise aapko unhe baar baar dundne ki jarurat nahi padegi. Iss app ko use karne ke liye aapka internet on hona chahiye aap chahe Kahi bhi ho aapke area Mein FM radio ka network Ho ya Na Ho Agar aapka internet on hai to aap Bharat ke kisi bhi FM radio station ko live Sun sakte hain.
Download FM Radio India from Google Play Store, Direct download link.
Iske alawa is app ke ander aap Apne mod ke according bhi live FM songs bhi sun sakte hain jaise ki romantic ke liye alag se section banaya Hai, Rock song ke liye alag banaya Hai, hip hop song ke liye alag banaya hai or sad songs ke liye alag section bnaya hai.
Iss aap ke andar aap apne local songs Jo Ki aapke memory card mein internal storage Mein Hai, unko bhi aap Sun sakte hain. Ye app music player ka bhi kaam karti hai. Bharat ke sabhi languages mein aap FM radio is app ke andar Sun sakte hain aur aap apne favourite channel ko starmark bhi kar sakte jise aapko unhe baar baar dundne ki jarurat nahi padegi. Iss app ko use karne ke liye aapka internet on hona chahiye aap chahe Kahi bhi ho aapke area Mein FM radio ka network Ho ya Na Ho Agar aapka internet on hai to aap Bharat ke kisi bhi FM radio station ko live Sun sakte hain.
Download FM Radio India from Google Play Store, Direct download link.
Realme theme store | Realme C1 clone app & Realme smart scan
Realme C1 Clone apps feature
Realme C1 me clone apps ka feature nahi diya gaya hai lekin Google Play Store par clone apps se related bahut saaari apps mil jayenge, yaha par main aapko Google Play Store par available sabse badiya app batane wala hoon jo clone apps ka kaam karti hai. Parallel space multiple accounts and two face app Google Play Store par sabse behtreen clone apps ka kaam karti hai aur iske andar realme ki built-in clone app se jyada apps ko clone karne ki suvidha di gayi hai. Abhi hum jante hain isme aapko kya kya khaas features milte Hain.
Parallel space ke andar aap apni private apps ko add kar sakte hai aur apni favourite apps ke liye theme bhi apply kar sakte hain iske andar theme store bhi integrate Kiya gaya hai Is app me aap bas 1 click se ek account se dusre account me switch kar sakte hain. Ye app kafi user-friendly hai aur iska paryog karna bahut hi aasan Hai Ek powerful or stable application hai. Google Play Store par iss app ke 3.4 million se bhi jyada downloads hai.
इस ब्लॉग से सम्भंदित विडियो यहाँ देखें
Realme theme Store
Realme ke Realme 1 device ke alawa kisi bhi device ke andar theme store app available nahi hai aur jo app realme 1 ke andar available hai woh bhi realme ki khud ki Official theme store app nahi hai woh Oppo ki official theme store app hai. Jaise ki hum sabhi jante Hain ki realme, Oppo ka hi ek sub brand hai aur jo colour OS realme ke andar hai woh bhi Oppo ki hi Dein hai isiliye realme ke sabhi device ke andar Oppo theme store app bahut hi behtar tarike se kaam karta hai or Realme bhi khud Oppo official theme store app ko recommend karta hai.
Realme theme Store ke andar app multiple themes ko use kar sakte hain iske andar aap different different wallpaper change kar sakte hain aur apni favourite theme starmark karke rakh sakte hain. Or jab Iski update aati Hai to is directly app ke andar se hi is app ko update bhi kar sakte hai. Iss app ke ander update ka option bhi mil jayega wahi se app iss app Ko update kar sakte hain. Iska realme ke sabhi devices ke sath compatibility Mein Koi be issue nahi hai aap isko bade aasani se install kar sakte hain iska istemal karna kaafi assan hai. Is theme store ko aap niche diye Gaye link par click Karke download kar sakte hain.
Download theme store for Realme from Here.
Watch video Related to Oppo theme store
Realme theme store | Realme C1 clone app & Realme smart scan
Realme 2 & Realme C1 Smart Scan feature
Realme C1 Realme 2 ke andar smart scan ka feature nahi diya gaya hai jo ki real mein ke baki sabhi devices ke liye available hai. Yahan Par main aapko realme smartscan ki best alternative app ke baare mein bataunga. Camscanner duniya ki Sabse number one mobile document scanning and sharing app hai. Google Play Store par iske 16 million se bhi jyada downloads hai or Google Play Store par uski 4.6 ke rating hai iska istemal karna kaafi aasan hai or iss app ko kafi award bhi mil chuke hain. Canscanner ke kuch khas features is parkar hai :-
- Iss app ke andar aap turant apni kisi bhi photo Ko kisi bhi document ko scan Karke digital form mein save kar sakte ho aap unko pdf format mein aur jpeg format me bhi save kar sakte ho.
- Iske andar built-in optimise scan quality car feature Diya gaya hai jisse aapki PDF kafi behtareen ho jate hai.
- iske andar aap apne kisi bhi document ko PDF / JPG file ko scan Karke share bhi kar sakte ho social media par ya phir kisi or dusre platform par.
- Iske ander aapko advance document editing Ka bhi feature mil jayega.
- iske ander aapko quick search option mil jayega jab aapke kaafi sare documents scan ho jate to aap search Karke bhi unko dund sakte hain.
- Iss app ke andar apko built in synchronous option mil jayega jisse ki aap apni document ko scan karenge to cloud me upload ho jayenge uske baad agar aap camscanner ko uninstall kar dete Hain ya apne mobile ko format kar dete hai to apke documents cloud me save rahenge. Unko dobara se use karne ke liye app camscanner ko install Karke apni ussi ID se login karte hain to aapko ve sare document dobara mil jayenge.
- Download camscanner from Google Play Store, Direct download here.
Watch video on How to use Camscanner
Realme theme store | Realme C1 clone app & Realme smart scan
Other Related Posts
दोस्तों आशा करता हु की ये ब्लॉग पोस्ट आपको पसंद आई होगी अगर आपके कोई सुझाव है तो कमेंट करके जरुर बताइए हम इस तरह की पोस्ट अपने ब्लॉग में निरंतर डालते रहते है और टेक्नोलॉजी से सम्भंदित जानकारी हिन्दी में पाने के लिए हमारे youtube चैनल टेक्निकल पुरुजी का सब्सक्राइब कर लीजिये
excellent issues altogether, you just received a new
reader. What might you suggest in regards to your publish that you simply made some
days in the past? Any positive?